Showing posts with label khadoos. Show all posts
Showing posts with label khadoos. Show all posts

Thursday, April 20, 2017

Dil Ye Ladaku Lyrics Saala Khadoos Movie

Dil Ye Ladaku Lyrics Saala Khadoos Movie


Dil Ye Ladaku Song: Saala Khadoos Movie

Dil ye Ladaku song Saala Khadoos is a nice song sung by Monali Thakur and the music was given by Santosh Narayanan. The lyrics of the Dil Ye Ladaku song Saala Khadoos Movie was written by Swanand Kirkire. The music was released on the record level T Series. The Dil Ye Ladaku song featuring R Madhavan and Ritika Singh. The movie is based on boxing. The Tamil version of the movie is Irudhi Suttru. Saala Khadoos is being compared with Chak De India and Mary Com.

Dil Ye Ladaku Lyrics: Saala Khadoos Movie
Dil Ye Ladaku Lyrics: Saala Khadoos Movie

Dil Ye Ladaku Song Lyrics: Saala Khadoos Movie

Here is the full lyrics of the Dil Ye Ladaku song: Saala Khadoos.

Dil ye ladaku kyun ye lad gaya
Kyun ye bhid gaya khud hi se aaj
Laakh roka haan toka magar na maane
Banke jhonka hawa ka ye udna chaahe
Teri hi gali mein mudna ye chahe
Akdu jhagdalu naram ho gayaa

Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala haaye re (x2)

Teri nazar jaaye jidhar
Meri nazar rakhe uspe pehra
Kar doon main kya saazish koi
Dekhe tu jidhar dikhe mera chehra
Jahaan tu jaaye main kyu tere piche
Piche piche bhatakti rahun

Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala haaye re (x2)

Maghroor tu, maghroor main
Mashhoor hai tera mera jhagda
Phir kya hua pighli kyun main
Kar hi diya tune jaadu tagda
Tha jo kal tak haan dushman dil ka
Aaj kyun mujhko pyara lage

Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala
Dil mein hua ghotala, haaye re.. (x3)

Dil Ye Ladaku Video: Saala Khadoos





Available link for download

Read more »

Monday, February 20, 2017

Dhuan Hai Dhuan Zindagi Lyrics Saala Khadoos Movie

Dhuan Hai Dhuan Zindagi Lyrics Saala Khadoos Movie


Saala Khadoos Movie Songs

Saala Khadoos movie starring R Madhavan and Ritika Singh. It is s sports drama. It is being released in both Hindi and Tamil language. Music of the Saala Khadoos movie is also good.

The music of the Saala Khadoos movie is given by music director  Santosh narayanan and the lyrics is given by Swanand Kirkire. here is the lyrics of the song Dhuan Hai dhuan Zindagi. This song is beautifully sung by Kalyani Nair. Saal Khadoos Trailer released Madhavan and Ritika singh steal the show
Lyrics Of Dhuan Hai Dhuan Zindagi Song: Saala Khadoos Movie
Lyrics Of Dhuan Hai Dhuan Zindagi Song: Saala Khadoos Movie

Lyrics Of Dhuan Hai Dhuan Zindagi Song


dhuan hai dhuan zindagi
ek khwab banke rehgaya
Taara jo chamkatha kal
andheron me ghul gaya

Raat andheri andheri rahi
ek subaha milithi kahan kho gayi
Baat adhuri aduri rahi
main jahan se chalithi wohi hoon khadi


Kya ghazb ka khel khela....waqt yeh kya gaya
Khwab ban ke aaya tha tu...yaad ban ke rehgaya

In andheri galiyon ka ab dikhta na koi sira
Tut ke tu gir gaya...ek tu sitaara tu tha mera
Roshni murjha gayi
Umeede dhundla gayi

Raat andheri andheri rahi
ek subaha milithi kahan kho gayi
Baat adhuri aduri rahi
main jahan se chalithi wohi hoon khadi


Kya ghazb ka khel khela....waqt yeh kya gaya
Khwab ban ke aaya tha tu...yaad ban ke rehgaya

Dhuan Hai Dhuan Zindagi Song Video 


Dhuan Hai Dhuan Zindagi Song Video 


Available link for download

Read more »